Pages

Tuesday, January 8, 2013

Zafar Naseemi on Muslim Saleem's life and works

Zafar Naseemi is an octogenarian and respectable poet and critic of Urdu in Bhopal. Here is an article "Muslim Saleem Ki Amad-Amad" written by him.  

 



2 comments:

  1. Agar baat Muslim Saleem ki Shayeri ko ho...to bas ek misra mere zahan me hai...

    Ki aate hain ghaib se yehm mazameen Khyaal me...

    Shayeri ka asal husn us waqt saamne aata hai jab insaan kisi cheez ko dekhta hai aur use lafzon me pirone ki koshish karta hai...lekin yeh hamesha nahin hota..ilhaam bhi ek cheez hai jisme Shayer pe Sher Ilham ki shakl me aate hain..aur wo unhen jama karta jaata hai....Kisi cheez ke zahiri husn ko byaan karna shayeri me asaan hai..lekin ilham ke zariye aaye Sher pe girah lagan khasa mushkil hai...

    Khud Ghalib..
    Mat khaiyo Fareb-e-hasti..har chand kahen ki hai nahin hai....

    Muslim Bhai ke baare me ab tak bas itna jaan paya hun ki yeh ek achhe shayer hone ke saath saath ek achhe insaan hain...aur ek pakeeza dimagh hi ek pakeeza Adab pesh kar sakta hai....Allah Aapki Umar daraz kare...Khoob likhiye..Achcha Likhiye...

    Shukriya

    ReplyDelete
  2. Bahut shandar tabsira hai. Shukriya.

    MUSLIM SALEEM

    ReplyDelete