DR. AHMAD ALI BARQI
AZMI, NEW DELHI, INDIA
WAQT KI AAWAZ HAIN
MUSLIM SALEEM
SHAAIR-E-MUMTAZ HAIN
MUSLIM SALEEM
JAAN-FAZA HAI UNKA
MEYARI KALAAM
SAHIB-E-AIJAZ HAIN
MUSLIM SALEEM
(2)
SHAIR E KHUSH
FIKR-O-KHUSH GUFTAR HAIN MUSLIM SALEEM
AHL E DANISH KE MOIN
O YAAR HAIN MUSLIM SALEEM
“AAMA AAMAD” SE
AYAANHAI UN KA HUSN-E-FIKR-O-FUN
ANDALEEB E GULSHAN E
GUFTAR HAIN MUSLIM
(3)
AMAD-AMAD HAI YEH
ASRI AGAHI KA SE HAM-KINAAR
EK SAHAFI KE QALAM
KA HAI JO ADABI SHAHKAR
NAAM HAI MUSLIM
SALEEM AUR SHAKHSIYAT TAREEKH-SAAZ
KAARNAME JINKE HAIN
WEBSITON SE ASHKAAR
DEKH KARWEBSITEN
KHUD RAI QAIM KEEJIYE
ILM KA MAHAUL HAI
JIN KI WAJAH SE KHUSGAWAR
URDU SHUARA AUR
ADEEBON PAR HAI JO DIRECTORY
AHL-E-DAANISH KE
LIYE HAI BAAIS-E-SAD IFTIKHAR
KHIDMAT-E-URDU HAI
UNKA EK FITRI MASHGHALA
HAI SITAM-DEEDAH
DILON KI SHAIRI UNKI PUKAAR
MAZHAR-E-SOZ-E-DUROON
HAI UN KA MEYARI KALAAM
HAI
JAHAN-E-FIKR-O-FUN MEN JIS KO HAASIL AITBAAR
HAIN YEH
RUSHHAAT-E-QLAM ASRI ADAB KA AAINA
SOZ-O-SAAZ-E-ZINDAGI
BARQI HAI JIN SE ASHKAAR
(4)
HAIN YEH MUSLIM
SALEEM KE ASHA’AR
UN KE ZAUQ-E-SALEEM
KE GHAMMAZ
KHUD PARHEN AUR
LAGAYEN ANDAZA
ZINDAGI KAHAI IN MEN
SOZ-O-GUDAZ
UNKA RANG-E-SUKHAN
TAGHZZUL MEIN
UN KI TAAB-E-RASAA
KA HAI AIJAZ
UN KE FUN KA HAI
QADR-DAAN BARQI
HAIN YE AHASH’AR
WAQT KI AAWAZ
(5)
MUHSIN-E-URDU ZABAAN
MUSLIM SALEEM
KARNAME JINKE HAIN
BEHAD AZEEM
UNKI WEBSITE HAI
GANJ-E-SHAYEGAN
JIS SE HAI UN KA
AYAAN ZAUQ-E-SALEEM
HAI YEH URDU KE LIYE
EK NEK FAAL
US KI HAIDIRECTORY
KAAR-E-AZEEM
HAI ADEEBONKA YEH
NAADIR TAZKIRA
JO ADAB KIHAI
SIRAAT-E-MUSTAQEEM
HO GAYA DIL DEKH KAR YEH BAGH-BAGH
CHALTI HOJAISI YAHAN
MAUJ-E-NASEEM
FIKR-O-FUNHAI UNKA
ASRI AGAHI
HAIN
WOAHL-E-ILM-O-DANISH KE NADEEM
TANWIR
PHOOL, NEW
YORK, USA
NAGHMA-E-TAHNIYAT
HAI HAR LAB PAR
BHAI MUSLIMSALEEM
DEEDAH-WAR
KHUSH-NAWA,
KHUSH-ADA, BAHUT MUHLIS
AASMAN-E-ADAB PE MISL-E-QAMAR
DEKH LOWEBSITE URDU
KI
BHAI MUSLIM KA KHOOB
HAI YEH HUNAR
NOOR PHAILETE HAIN
ADAB KA SADA
DAAD DETEHAIN SAARE
AHL-E-NAZAR
UNKI TAHREE HAI
BAHUT AALA
UNKA TARZ-E-SUKHAN
RAHE GA AMAR
KYA SHAGUFTA MIZAJ
HAI UNKA
DIL HAI UNKA
MOHABATTON KA NAGAR
ZAAT MEN APNI
ANJUMAN HAIN YEH
DOSTON KE DILON MEI
INKA GHAR
HAQP ARASTI, KHULOOS
AUR ULFAT
UN SE MAMOOR UNKE
QALB-O-JIGAR
DIL UNKAKALAAM
PARHIYE AGAR
UN KITAHREER MEIN
NIHAAN HAI ASAR
UNKA PAIGHAM
AZMAT-E-INSAAN
UNKE AFKAAR HAIN
UROOJ-E-BASHAR
BAZM-E-URDU KE HAR
KHAZANE MEN
UN KI TAHREER
MISL-E-LAL-O-GUHAR
IS MEN INSAANIYAT KA
DARD BHAI HAI
SOZ-E-DIL KA NIHAAN
HAI IS MEN SHARAR
NAAM MASHHOOR
HIND-O-PAK MEN HAI
MISL-E-MAHTAB UNKI
RAAH GUZAR
UN SE SHADAB
GULSHAN-E-ASHA’AR
PHOOL! SARSABZ HAI
ADAB KA SHAJAR
HARIS BILAL, SARGOSHA, PAKISTAN
SHAIRI KA NAAZ HAIN
MUSLIM SALEEM
SHE’R KI PARWAAZ
HAIN MUSLIM SALEEM
UNKE SAB MAZMOON
TABEEYAT KE QAREEB
ZINDAGI KA SAAZ HAIN
MUSLIM SALEEM
RANG SHE’RON MEN
GULOON KE BHARTE HAI
SHAIR-E-GULSAAZ HAIN
MUSLIM SALEEM
BAAT KARTE HAIN
KHARI AUR JANDAAR
IK NIDAR AAWAZ HAIN
MUSLIM SALEEM
LOG HARIS KEHNE PAR
MAJBOOR HAIN
ASR KE AIZAAZ HAIN
MUSLIM SALEEM
MAJEED TAJ BALOCH, Suba-e-Sindh, Pakistan
HAR DIL MAIN IHTIRAAM HAI MUSLIM SALEEM KA
BEMISL WO KALAAM HAY
MUSLIM SALEEM KA
HAR ZAAWIYE KSE
KARTA HAI KHIDMAT ADAB KI JO
BUS AIK HI WO NAAM
HAY MUSLIM SALEEM KA
UNKO MILA HAI WARSAY
MEN GANJ-E-SUKHANWARI
MASH-HOOR FAIZ-E-AAM
HAY MUSLIM SALEEM KA
GHAZLON MAIN UNKI
NUDRAT-E-FIKR-O-NAZAR BHI HAI
YE BE-NAZEER KAAM
HAY MUSLIM SALEEM KA
KARTA HAIN REHNUMAHI
JO USTAAD KI TARAH
DIL YE MERA GHULAAM
HAY MUSLIM SALEEM KA
KARDO RAQAM YEH NAAM
SUNHERI HUROOF SE
UNCHAA BAHUT MAQAAM
HAY MUSLIM SALEEM KA
AI TAAJ ! BADSHAH
HAIN SHAHR-E-SUKHAN KAY WO
AB HAR ZABAAN PAY NAAM
HAY MUSLIM SALEEM KA
FAISAL NAWAZ, LONDON, ENGLAND
Nazrana-e-aqeedat
barai Janab Muslim Saleem saheb az Faisal Nawaz
JIS TARAH DARD KO HONTOON SE
SADAA MILTI HAI
UN KAY SHERON MAIN
SITAROON KO ZIYA MILTI HAI…
NUDRAT-E-FIKR SAY
MAMLOO* KALAM-E-MUSLIM
AARZOO’ON KI KHANAK,
DIL KI NAWA* MILTI HAI…..
LOG *LAB-BASTA HON
DAHSHAT KI FAZA MEN JIS DAM
TAB KHAYALAAT KO
*MUSLIM KI SADAA MILTI HAI
MERI MANO, WHO
*MUAALIJ HAIN DIMAAGH-O-DIL KAY
UNKE ASHA’AR SAY
ZAHNON KO SHIFA MILTI HAI…
RUT BAHAARON KI HO
YAA DAUR-E-KHIZAAN HO FAISAL
UNKE ASHA’AR SAY
JEENE KI ADAA MILTI HAI
* nawaa==awaaz.. voice…
* mamloo = pur,
bhara hua
*lab-basta = khamosh
*muaalij = Tabeeb,
doctor
*Muslim = poet
Muslim Saleem
KAMIL JANETVI, CHANDAUSI, INDIA
SACH YEH HAI ‘KAMIL’
KE SHAHR-E-ILM MEN .
WAQT KI AAWAAZ HAIN
MUSLIM SALEEM .
NASIR FIROZABAD,
FIROZABAD, INDIA
DOSTI KA BHI ALAG
ANDAZ HAIN MUSLIM SALEEM
HAIN MIRE HAMRAZ AUR
DAMSAAZ HAIN MUSLIM SALEEM
ZIA SHADANI, MURADBAD, INDIA
DAR HAQEEQAT
AHL-E-FUN KI JAAN HAIN MUSLIM SALEEM .
KHIDMAT-E-URDU KA EK
AILAAN HAIN MUSLIM SALEEM
NADEEM AKHTAR NADEEM MANGANAVI, LONDON, ENGLAND
URDU MEIN EK NAAM
HAI MUSLIM SALEEM KA
JIDDAT GHAZAL MEIN
KAAM HAI MUSLIM SALEEM KA
Ismail Usmani “Nazar”, Allahabad
University, Allahabad
AAJ KUCH BAAT HAI
MUSLIM MAIN KE LIKHTA HAI “NAZAR”
USKE HUR SHER NE
INSAAN KO TAAQAT DI HAI
(This is in response
to Facebook post “Do tarhi seh-ghazle” by me on June 30, 2013
Zareena Khan, Rampur
AAPKE DIL KO KHUDA
NE WO TAHARAT DY HAI…………
SANG BHI JIS SE
BIKHAR JAYE WO TAQAT DI HAI
(This is in response
to Facebook post “Do tarhi seh-ghazle” by me on June 30, 2013
No comments:
Post a Comment