Wednesday, May 22, 2013

Muslim Saleem - Ghazal - May 21, 2013


2 comments:

Urdu Lover said...

1. Mohammad Shakil Akhtar ghaza kiya wala sher bahot hi khoob hai. achhi ghazal hai.

2. Ahmad Ali Barqi Azmi Janab Muslim Saleem sb
Aap ke asha'aar meiN hai ek asri hissiyat
Aap ke tarz e bayaaN se maiN ne andaza kiya
Hai mashaheer e sukan ke fikr o fun se jo ayaaN
Aap ne husn e taghazzul phir wahi taza kiya

3. Nasir Firozabadi Koi to muslim sabaq sikhlae is naqqad ko
beerbal ne jese ik mulla ko dopiyaza kiya
kya tamsil hai wah wah
Men to dost hu.n agar sher achcha hai to dush ko bhi dad dene par majboor kar dega

4. Parwaz Azmi waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah sir

5. Iftikhar Falak "DAAD KIA DO'N" Subhan ALLAH. . . Muslim Bhai G.o. . Moula Apko Salamat Rakhay!

6. Faisal Nawaz daad kya doon yeh shafaq marhoon e husan e yaar hai,,,,,,,,,,asmaan ne le ke us rukhsaar se ghaaza kiya..............bout umda sher janaab wah wah wah and the last one ilke it for different reason ,,what would you tel a critic,,,exactly as what the Mughal emperor to his advisor ,,,,,,,,absolutely wonderful.....

7. Javed Siddiqui muslim bhai mujhe ye gazal bahot achhi lagi

8. Zaree Ahmad waaaaaaaaah
shukriya aap ka sir k mashaAllah itna khobsoorat kalaam hamen parhnay ka mauqa diya

9. Haris Bilal waaaah sir ji kiya khoob ghazal hy kamaal hy Mashallah

Anonymous said...

1. Mohd Aleemullah Khan Waqaar Lajawab Kamil Ghazal Hai

2. Zareena Khan behtreen kalaam
15 hours ago ·

3. Abdul Ahad Farhan Yaad ko apnay andar zinda rakhna bilkul naya andaz hai. Shandaaaar

4. Ataullah Faizan Beerbal nay jaise ek mulla ko do-pyaz kiya. bahut khoob.

5. Sher Bahadur Akhtar bahut umda ,waah waah dil ko chhoolene wali pur asar ghazal hai